Songs with a Soul

Soulful numbers abound in Hindi films. Here are some of my favourites.

1. Koi hota jisko apna hum apna keh lete yaaro, paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna...

2. Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main..kabhi is pug mein kabhi us pug mein bajta hi raha hoon main..

3. Kiska rasta dekhe ae dil ae saudai, meelon hai khamoshi, barson hai tanhai...

4. Jeena yahaan, marna yahaan, iske siwa jaana kahaan....

5. Zindagi, kaisi hai paheli, hai, kabhi to hasaae, kabhi yeh rulaye...

6. Kai baar yoon hi dekha hai, yeh jo man ki seema rekha hai, man todne lagta hai, anjaani aas ke peeche, anjaani pyaas ke peeche, man daudne lagta hai..

7. Din dhal jaaye haye raat na jaaye, tu to na aaye teri yaad sataaye....

8. Dukhi man mere sun mera kehna jahan nahin chaina wahan nahin rehna..

9. Dil aaj shaayar hai gham aaj nagma hai, shab yeh ghazal hai sanam, ghairon ke sheron ko o sunnewaale ho is taraf bhi karam...

10. This is a ghazal and not a movie song, "Dil mein ek lehar si uthi hai abhi..koi taaza hawa chali hai abhi.."

11. Main khayaal hoon kisi aur ka, mujhe sochta koi aur hai..sarey aaina mera aks (reflection) hai pasey aaina koi aur hai.....(also a ghazal)

No comments:

Long Awaited Goa Trip

 It finally happened. The family went on a vacation to Goa and stayed at a new place in Candolim called Lillywood Highland Resort. Also foun...

These Were Liked a Lot